Professional Design CUSTOMIZATION to Uruguay Factories

Short Description:

According to the customers’ demand.


Product Detail

Product Tags

Related Video

Feedback (2)

, , ,
Professional Design CUSTOMIZATION to Uruguay Factories Detail:

According to the customers’ demand.


Product detail pictures:

Professional Design
 CUSTOMIZATION to Uruguay Factories detail pictures


Professional Design CUSTOMIZATION to Uruguay Factories, The product will supply to all over the world, such as: , , ,


  • Henan Jianhui Construction Machinery Co.Ltd is an integration group involves industry,process and marketing of steel. It is located in Zhengzhou city,the national transport hub of China,where the geography location is favorable and the traffic is convenient. Our main products include Carbon Steel,Alloy Steel,Gear Steel,Bearing Steel,Spring Steel,Long Steel Products,Pipe&Tubes,Stainless Steel Products etc.The company possesses one set of 1600 tons hydraulic quick forging unit, which guarantees high production efficiency and control accuracy, also saves raw material. The company owns one set of large continuous furnace, two set of 40 tons LF etc. It has the capacity to forge large forgings which more than 10 tons and annual output for special steel fast forging above 100,000 tons.
    web:www.steel-factories.com/

    GI & PPGI



    New York History in Urdu – Travel and Tourism – Justuju Ka Safar
    1790 tak America ka dar-ul-khilafa rehne wala New York shehar na sirf apni blndo baala amarat ki badolat duniya mein Maroof aur mashhoor hai balkay is ki kashish aur shohrat ki aur bhi deegar kayi wajohaat hain jo aam aadmi ki nigah se posheeda hain. hamari koshish hogi ke is video mein shehr-e New York ke un chupay hue gooshon ko aap ke samnay laa saken jo ab tak aap ki nazron se posheeda thay .
    justojoo ke is safar mein hamaray sath rahen .
    New York kona sirf America ka sab se bara shehar honay ka aizaz haasil hai balkay aik crore ki abadi ke is shehar mein har saal taqreeban 6 crore log is shehar ki ranginyon se lutaf andoz honay ke liye atay hain. June 1665 tak amsterdam ke naam se apni pehchan rakhnay wala New York shehar 1785 se 1790 yani paanch saal tak aaj ki sab se barri jamhoriat aur wahid super power ka dar-ul-khilafa raha .
    1664 mein is waqt ki super power Bartania ne is shehar ka naam amsterdam ko khatam kar ke New York rakh diya. 18 win sadi mein is shehar ki abadi na sirf taizi se barhi balkay ghair mumalik yani netherlands, england, france aur germeny se bhi anay walay bohat se logon ki wajah se is ki abadi mein izafah sun-hwa aur 1760 mein 18 hazaar afraad ki abadi ke sath yeh America ka dosra bara shehar ban gaya. jabkay aglay pachaas saal mein is ki abadi 2 laakh se tajawaz kar gayi. 1760 se 1770 yani das saal tak yeh shehar Bartania mukhalif sar garmion ka markaz raha jabkay 1765 mein Bartanwi parliment ke paas kardah act ne New York mein aik tehelka macha diya jis ke radd amal mein karbari aur sanati sargarmia bator ehtijaj rokkk diya gaya .
    aik surway ke mutabiq duniya bhar mein sab se ziyada saaf suthra rehne walay makeeno ke is shehar ki ikhlaqi pasti ka yeh aalam hai ke jahan par aaj ka mohazab insaan agar be libaas bhi ghoomna chahay to usay baqaida qanooni tahaffuz haasil hai. aik aur surway ke mutabiq isi shehar be Amaan mein khud qushion ki tadaad qatal honay walon se kahin ziyada hai. aap shayad yaqeen nah karen ke aisi imarat bhi New York ka hissa hai jis mein darwazay to hain lekin koi khirki nahi. yeh baat bhi dilchaspi se khaali nahi hai ke mazkoorah shehar mein taxi driver ka licence haasil karne walay ko taqreeban das laakh dollar jo kay taqreeban aik crore rupay bantay hain kharch karna parte hain .
    Israel ke baad duniya mein sab se ziyada yahodi bhi isi shehar ke baasi hain. jabkay China ke logon ki bhi aik bohat barri tadaad New York mein zindagi guzaar rahi hai .
    New York mein aik ایساشخص bhi hai jo sarkon se سوناتلاش karkay taqreeban arhhayi laakh rupay mahana kama laita hai. 28 November 2012 is shehar ki tareekh mein shayad woh wahid din hai jis din New York mein koi bhi jurm record nahi kya gaya .
    hamein Qawi umeed hai ke aapko hamari yeh kawish یقیناپسند aaye gi aur hamein apkee aara ka shiddat se intzaar rahay ga. video pasand aaye to like aur share zaroor karen .
    New York
    History
    Urdu
    History in Urdu
    New York History
    History New York
    History in New York
    Travel
    Travel and Tourism
    Justuju Ka Safar
    Tourism in Urdu
    Travel in Urdu
    New York
    nyc
    travel
    new york city
    mamamoo
    mamamoo new york
    new york 2017
    in new york
    new york city
    alicia keys
    new york alicia keys
    new york new york frank sinatra
    new york city, new york times
    new york and company
    new york yankees


    5 Stars By from -

    5 Stars By from -

    Related Products

    WhatsApp Online Chat !